Gazal
Wo shaks bhi hai itna maasum
Uski khata, uski bewafai bhul jane ko
ji chahta hai
Banti hai gazal uski har adaa pe aisi
Ghalib k misre, khayyam ki rubai bhul
jane ko ji chahta hai
Inkar nahi mujhko KHUDA ki khudai se
Par pehloo me uske, ye sari khudai bhul
jane ko ji chahta hai
Ishq na karna SHADAB, kahkar gaye hain
ye , log kaii
Par ankho me uske doobkar, ye sachchai,
bhul jane ko ji chahta hai.
No comments:
Post a Comment